Mila wo bhi nahin karte,mila hum bhi nahin karte.
Bewafaye wo bhi nahin karte,bewafaye hum bhi nahin karte.
Unhe ruswaye ka dukh hai hame tanhai ka.
Gila wo bhi nahin karte gila hum bhi nahin karte.
Galli ke kisi mod par aksar takraar ho hi jaati hai..
Ruka wo bhi nahin karte ruka hum bhi nahin karte.
Unhe jab dekhte hain hain sochte hain kuch kahen unse.
Suna wo bhi nahin karte kaha hum bhi nahin karte...
-सीतेश अजाद
9708143123
9708143123
No comments:
Post a Comment