Aaj dulhan ko lal jode me uski sakhiyo ne sajaya hoga,
Uske gore hatho me mehndi ka rang lagaya hoga,
Bahut gehra chadha hoga mehndi ka rang,
us mehndi me usne mera naam chupaya hoga,
rah-rah k ro padi hogi, jab-jab usko khayal mera aaya hoga,
khudko dekha hoga jab aaineme to aks mera bhi nazar aaya hoga,
lag rahi hogi bla ki sunder woaaj,dekhkar usko chand b sharmaya hoga,
aaj meri jaan ne apne maa baap ki ijjat ko bachaya hoga,
usne beti hone ka har farz nibhaya hoga,
sochta hu kis tarah usne khud ko samjhaya hoga,
majboor hogi wo subse jyadajab
apne hatho se hamare khaton ko jalaya hoga,
khud ko mazbut bana kar meri yado ko mitaya hoga,
bhukhi hogi wo janta hu mai,mere bina usne kuch na khaya hoga.
Pata nahi~.~.~.~.~.~
kaise sambhala hoga khud kojab meri 'maut' ne use rulaya hoga..
.............सीतेश अजाद...........
9708143123
9507143123
No comments:
Post a Comment